HAMRA
salam hamroooo bhen . kya bolu tumhary bary mara . acha waqt guzra tumhary sath ek time pe . tumhary mastiya shaitaniya . phir jinno wali awazy nekal na ya khudaya . ab inshallah bheta kary ge sath meh agey qurban ke bary dekho kya lekhta hu
QURBAN
apny toh mujhe pata hai pheley hamra ke bary meh he para hoga . shaqqi insaan bhaaz ajau bhai bolati hai wo mujhe jese zoya apko bhai kheti hai . . mara qurban wese os mohabbat ka b kya maza jo asani se miljai . apni mohabbat ko pany ke liye toh larna parta hai himmat karny parti hai . time pass toh har era ghera kar sakta hai .sai mard taluk nai banaty wo haq ki baat karty hai yany nikkah ki baat karty hai . ap pe shaq nai karra na elzam dalra hu . mujhe pata hai kese ho ap . masti karty ho bass . dil saaf rakhty ho .lekin chal na beta agey ho rishta bhej ab .
ARMAN
oiii kundamar baz aja acha warna phar duga tumhe mein .